एक मॉडल · तीन दुनिया · Selfie se showroom tak, har try-on apni kahani kehta hai.
01 · SELFIE
02 · GARMENT
03 · FINAL
01 · IN-STORE
02 · GARMENT
03 · FINAL
01 · BOUTIQUE PRO
02 · GARMENT
03 · FINAL
पहले आज़माओ ◆ फिर खरीदो
Ek selfie. Koi bhi outfit. 60 seconds mein magazine-grade photo — apne face pe, apni body pe. ₹199 mein pehli jhalak.
Mujhe try karna hai →Pasand aaye, tabhi kharido · Pehli try ₹199











Aazma in 30 seconds
"My family stitches ethnic wear in Ahmedabad. I watched mothers return three out of five sarees they ordered online — nothing looked like the model. I built Aazma so you never have to guess again."
— Priyank GidwaniBuilt it · AI runs it · Kanya Creation · Ahmedabad
पहले आज़माने वाले
Pehle Aazmaane Wale
No payment till launch. Your rate, kept forever. When Aazma opens, your name walks in before ours does.
No card · pay only at launch · invitation by name
कैमरा साफ़ करें
Kapde ke ek kone se phone ki camera lens ko halke se saaf karo. Saaf lens = sharp render.
सजावट हटाएँ
AI face pe kuch bhi extra add nahi karta — toh accessories pehle se utaar do. Apni asli skin clearly dikhe.
प्राकृतिक प्रकाश
Khidki ke saamne face karke khade ho — sidha sunlight nahi, halki natural roshni. Tube-light/bulb avoid karo.
सहज मुद्रा
Phone ko aankhon ke level pe rakho. Kandhe relax. Front-camera, sirf upper body. Hilna nahi — 60 seconds.
Apne renders aur credits track karne ke liye. Sirf ek baar.
6-digit OTP enter karo
"Aazma pe pehle dekha, phir order kiya. Pehli baar return nahi karna pada."
— Aanchal, JaipurPasand aaya? WhatsApp pe bhej do family ko, ya naya outfit try karo.